Ghatana hayaghat khsetra ke rasalpur gawon ki hai yaha pr tolet ke sheet aur usse sambandhit har saman rakhane wale ek dukandar ne apne dukan ka name maa durga sochalay rakha hai dukandar ka nam pramod kumar bataya jaa raha hai is tarah ki naam sun logo me kuchh aakros hai jiske chalte waha hangama hone ki aasanka batayi ja rahi hai